Monday, 5 October 2015

Suhani raat dhal chuki na jane tum kab aoo ge

Suhani raat dhal chuki na jane tum kab aoo ge
hawa bhi rukh badal chuki na jane tum kab aoo ge

Sitare apni roshni bicha bicha ke so gai
nazare apni mastiyaan luta luta ke so gai

hava bhi rukh badal chuki na jane tum kab aoo ge

No comments:

Post a Comment